Tumhare Sajde Ko
Kaaba Salam Kehta Hai
Jalaal E Quba E
Khazra Salaam Kehta Hai
Chaman Ka Har
Gul Wa Guncha Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko
Zamana Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko
Zamana Salaam Kehta Hai
Charaag Wa Masjid Wa
Mimbar Salaam Kehte Hain
Nabi Rasool Payamber
Salaam Kehte Hain
Ali Wa Fatima Shabbar
Salaam Kehte Hain
Khuda Gawaah Ke Nana
Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko
Zamana Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko
Zamana Salaam Kehta Hai
Mere Hussain Tujhe Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam
Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain
Jisne haq Karbala
May adaa kar diya
Apne Nana ka Wada Wafa Kar Diya
Sab kuch ummath kay
Khatir fidaa kar diya
Dar Sadar Sabse
Kurz e Khuda kar diya
Us Hussain ibne Haider
Pay lakho Salaam
Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain
Khuda Ki Raah Me Sar
Ko Kata Diya Tumne
Nabi Ke Deen Pe Ghar
Ko Luta Diya Tumne
Nishaan E Kufr Ko
Yaksar Mita Diya Tumne
Tumhe Khuda Bhi
Tumhara Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko
Zamana Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko
Zamana Salaam Kehta Hai
Tumhein Falak Ke Sitaare
Salaam Kehte Hain
Tumhein Quraan Ke Paare
Salaam Kehte Hain
Tumhein Haram Ke
Minaare Salaam Kehte Hain
Imaam Tum Ko Madina
Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko
Zamana Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko
Zamana Salaam Kehta Hai
Fanaa KAY BADH mujhe
Nayi hayath mil gayi
Azaab sey kitaab sey
Mujhe najaath mil gayi
Sawaal jab kiya gaya
Sawaal jab kiya gaya
Hai kon tera peshwaar
Maine keh diya hussain hai
Ha hussainhai
Mera badshah hussain hai
Mera badshah hussain hai
Ye bath kis khadar hasi jab
Keh gaye moinuddeen
Deen ki pannah hussain hai
Ha hussain hai
Mera badshah hussain hai
Mera badshah hussain hai
San’aa Tumhari Wazeefa
Hai Mera Aabai
Tumhari Madh To Shewah
Hai Mera Mawlai
Bas Ek Nazar Ho Jo Mujh
Par To Meri Ban Aayi
Tumhara Sayyade Shaida
Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko
Zamana Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko
Zamana Salaam Kehta Hai
Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain