Kyun itno mein tujhko hi
chunta hoon har pal...
Kyun tere hi khwaab ab
bunta hoon har pal...
Kyun itno mein tujhko
hi chunta hoon har pal
Tere hi khwaab ab bunta hoon har pal
Tune mujhe jeene ka hunar diya
Khamoshi se sehne ka sabar diya
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla
Mujhe...jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne
insa bana diya
Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne
Insa bana diya
lead guitar
Tere khayalon
mein ho gayi gum
Ye meri tanhaiyaan..
Ab rooh meri
karne lagi hai
Teri nigehbaaniyan..
Tere khayalon
mein ho gayi gum
Ye meri tanhaiyaan
Ab rooh meri
karne lagi hai
Teri nigehbaaniyan....
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla
Mujhe..jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne
insa bana diya
Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne
insa bana diya
lead guitar
Bandhne lage hain
rishton ke dhaage
Tere mere darmiyaan
Thode sukoon mein
rehne lagi hain
Ye meri bechainiyaan..
Bandhne lage hain
rishton ke dhaage
Tere mere darmiyaan
Thode sukoon mein
rehne lagi hain
Ye meri bechainiyaan..
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla
Mujhe..jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne
insa bana diya
Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne
insa bana diya