Jo haar gaya imaan ka kam
Jo piche hata beimaan ka dum
Jo haar gaya imaan ka kam
Jo piche hata beimaan ka dum
Ab chaal na mere kadam ki hai
Ab baat to tere karam ki hai
Man ki bas tu hi jaane
Tu toh anjaan na ban
Lena insaani hai fitrat
Tu toh insaan na ban
Man ki bas tu hi jaane
Tu toh anjaan na ban
Mere kadmo mein
Main jameen lekar
Chal pada hoon
Ye yakeen lekar
Mere kadmo mein
Main jameen lekar
Chal pada hoon
Ye yakeen lekar
Koi de saath ya na de mera
Tu toh hai saath banda ae parwar
Ab baat na mere dum ki hai
Ab baat toh tere karam ki hai
Man ki bas tu hi jaane
Tu toh anjaan na ban
Lena insaani hai fitrat
Tu toh insaan na ban
Man ki bas tu hi jaane
Tu toh anjaan na ban