I Love you...
Movie : Sangdil Sanam
Singers :
Amit Kumar
Kavita Krishnamurthy
Music : Anand Milind
Ho oho Ahaha hmm Hmm Hmm Hmmm
Sanam... sangdil sanam
Sanam... sangdil sanam
Sanam... sangdil sanam
Sanam... sangdil sanam
Maine to ye, wada kiya
Milke juda, honge na hum
Maine to ye wada kiya
Milke juda, honge na hum
Sanam... sangdil sanam
Sanam... sangdil sanam
Bhulungi na, tujhko kabhi
Maine bhi ye li hai kasam
Bhulungi na tujhko kabhi
Maine bhi ye, li hai kasam
Sanam... sangdil sanam
Sanam... sangdil sanam
Music
Khushbu chhupi hai hawao mein
Ahaha
Phulo ka hai aashiya
Na jane kya hone wala hai
Ahaha
Mausam ka dil hai jawa
Khushbu chhupi hai hawao mein
Phulo ka hai aashiya
Na jane kya hone wala hai
Mausam ka dil hai jawa
Tu mere saath hai
kya Hansi hai sama
Dil se jo dil mila
ban gayi dasta
Baho mein aane de
Aise na kar tu sitam
Sangdil sanam
Sanam... sangdil sanam
Music
Sare jaha ko main chhodungi
Ahaha
Tere liye dilruba
Kya mere dil ki tamanna hai
Ahaha
Kaise batau bhala
Sare jaha ko main chhodungi
Tere liye dilruba
Kya mere dil ki tamanna hai
Kaise batau bhala
Ab tere naam hai
ye meri zindagi
Aa tujhe chum lu
teri hi bekhudi
Betabi, samjhe na,
tu hai Bada beraham..
sangdil sanam
Sanam... sangdil sanam
Maine to ye, wada kiya
Milke juda, honge na hum
Bhulungi na, tujhko kabhi
Maine bhi ye li hai kasam
Sanam... sangdil sanam
Sanam... sangdil sanam