maang loonga main tujhe
taqdeer se
arey jee nahin bharta teri
tasveer se
maang loonga main tujhe
taqdeer se
arey jee nahin bharta teri
tasveer se
maang lungi main tujhe
taqdeer se
ho jee nahin bharta teri
tehreer se
yun dhadakta hai
kayi raton se dil
bas gaya samjho
mere haathon se dil
kya bhare kad ki
mulakaton se dil
kaise behalaun
teri baaton se dil
kya kahun main is
dil e beteer se
arey jee nahin bharta teri
tasveer se
maang lungi main tujhe
taqdeer se
ho jee nahin bharta teri
tehreer se
har sitam manzoor
hai waise mujhe
naam bhulega
tera kaise mujhe
yaad aati hai
teri aise mujhe
tune itni door se
jaise mujhe
baandh rakha hai kisi
zanzeer se
ho jee nahin bharta teri
tehreer se
maang loonga main tujhe
taqdeer se
arey jee nahin bharta teri
tasveer se
tere mere shaher ki
ye dooriyan
hum mein sham o shaher ki
ye dooriyan
hai kayamat kahar ki
ye dooriyan
aaye aathon pahar ki
ye dooriyan
kab milenge hum kisi
taqbeer se
ho jee nahin bharta teri
tehreer se
maang loonga main tujhe
taqdeer se
arey jee nahin bharta teri
tasveer se