ham zinda qoum hain,
paiinda qoum hain ( 2)
ham sab ki hai pehchaan
ham sab ka Pakistan, Pakistan, Pakistan
ham sab ka Pakistan
repeat
ham zinda qoum hain,
paiinda qoum hain ( 2)
ham sab ki hai pehchaan
ham sab ka Pakistan, Pakistan, Pakistan
ham sab ka Pakistan
(Music)
La lala lalala la lala la
La lala lalala la lala la ( 2)
(Music)
har dil ke ufaq par hai
chaand aik, sitaara aik
hai kalma bhi waahid,
parcham bhi hamaara aik
repeat
har dil ke ufaq par hai
chaand aik, sitaara aik
hai kalma bhi waahid,
parcham bhi hamaara aik
ham yak dil ham yak jaan
ham yak dil ham yak jaan
ham zinda qoum hain, paiinda qoum hain
ham sab ki hai pehchaan
ham sab ka Pakistan, Pakistan, Pakistan
ham sab ka Pakistan
(Music)
La lala lalala la lala la
La lala lalala la lala la ( 2)
(Music)
rehmat ki tarah sar par
behnon ki ridaaeyn hain
himmat keliye hamraah
maaon ki duaeyn hain
repeat
rehmat ki tarah sar par
behnon ki ridaaeyn hain
himmat keliye hamraah
maaon ki duaeyn hain
ham par Rab ka ehsaan
ham par Rab ka ehsaan
ham zinda qoum hain,
paiinda qoum hain ( 2)
ham sab ki hai pehchaan
ham sab ka Pakistan, Pakistan, Pakistan
ham sab ka Pakistan
(music)
ham zinda qoum hain,
paiinda qoum hain ( 2)
ham sab ki hai pehchaan
ham sab ka Pakistan, Pakistan, Pakistan
ham sab ka Pakistan
(music)
ham sab ka Pakistan