Kahin karta hoga
Wo mera intezaar
Kiss ki tamanna mein
Phirti hoon beqaraar
Kahin karta hoga
Wo mera intezaar
Jiss ki tamanna mein
Phirti hoon beqaraar
Kahin karta hoga
Wo mera intezaar
Jiss ki tamanna mein
Phirti hoon beqaraar
Armaan hai koi paas aaye
Inn haathon mein wo haath aaye
Phir khwaabon ki ghataa chhaye
Barsaaye khumaar
Armaan hai koi paas aaye
Inn haathon mein wo haath aaye
Phir khwaabon ki ghataa chhaye
Barsaaye khumaar
Kahin karta hoga
Wo mera intezaar
Jiss ki tamanna mein
Phirti hoon beqaraar
Kahin karta hoga
Wo mera intezaar
Jiss ki tamanna mein
Phirti hoon beqaraar
Phir unhin din raaton se
Matwaali mulaaqaton se
Ulfat bhari baaton pe
Hum ho ke nisaar
Phir unhin din raaton se
Matwaali mulaaqaton se
Ulfat bhari baaton pe
Hum ho ke nisaar
Kahin karta hoga
Wo mera intezaar
Jiss ki tamanna mein
Phirti hoon beqaraar
Kahin karta hoga
Wo mera intezaar
Jiss ki tamanna mein
Phirti hoon beqaraar
Kahin karta hoga
Wo mera intezaar
Jiss ki tamanna mein
Phirti hoon beqaraar
Kahin karta hoga
Wo mera intezaar
Jiss ki tamanna mein
Phirti hoon beqaraar