menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Meri Rooh Khuda Ki Pyasi hai

Anil Kanthuatong
kohmcordonhuatong
Lyrics
Recordings

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Jaise hirni paani ke

naalon ko tarasti hai

Meri rooh

Meri rooh, khuda ki, pyasi hai

Meri rooh

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Raat aur din aasoon behte hain

Duniya wale sab kehte hain

Hai kaun kahan hai tera khuda

Kyun hai itna bechain yeh dil

Kyun jaan yeh girti jaati hai

Hoga kis din deedar tera

Kab hoga milna rubaru

Meri rooh

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Yardaan ki zameen se gaoonga

Kohe mizgaar se gaaonga

Geharaon se geharaon tak

Raat aur din hoga tera karam

Mein geet dua ke gaaonga

Woh mujhpe kare apni rehmat

Hai meri bus yeh arzoo

Meri rooh

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Dushman ki malamat teer si hai

Kyun uske zulm ka sog karoon

Chattaan hai meri mera khuda

Woh mujhse yeh hardam kehte hain

Hai kaun kahan hai tera khuda

Hoga kis din deedar tera

Mere toote dil ki aas hai tu

Meri rooh

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Meri rooh khuda ki pyasi hai

Meri rooh

Please and follow 4 more worshipsongs

More From Anil Kant

See alllogo

You May Like