Ginte the raaton ko laite
Hum taare
Gungunati thi phir hawaaein
Pehchani si dhunn
Hmmmm
Toote the unn taaron mein
Kuch taare
Maangi thi jo duaaein
Unme thi tum
Tum
thi tum
Ummeedon ki galiyon mein
Hota tha ghar apna
Taash ke patton se banaya
tha woh gharonda
Guzar bhi gaya waqt
aur pata bhi na chala
Qissa bana jaane
kab daastaan
Ho..
daastaan
Kadmon se phir mila ke
Chale kadam
Duniya se hum juda tha
Apni duniya mein hum
Hum...
the hum
Haan hum