
Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai
maine pyaar tumhin
se kiyaa hai
maine dil bhi tumhin
ko diyaa hai
maine pyaar tumhin
se kiyaa hai
maine dil bhi tumhin
ko diyaa hai
ab chaahe jo ho jaaye
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
maine pyaar tumhin
se kiyaa hai
maine dil bhi tumhin
ko diyaa hai
ab chaahe jo ho jaaye
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
maine pyaar tumhin
se kiyaa hai
maine dil bhi tumhin
ko diyaa hai
aelaan yahi
karne aayaa
main aaj yahaan
marne aayaa
ruswaa tujhe main
kar jaaungaa
khaa ke zehar ab
marr jaaungaa
khaa ke zehar ab
marr jaaungaa
maine pyaar tumhin
se kiyaa hai
maine dil bhi tumhin
ko diyaa hai
ab chaahe jo ho jaaye
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
maine pyaar tumhin
se kiyaa hai
maine dil bhi tumhin
ko diyaa hai
dilwaale agar
mil jaayen yahaan
phir neend kisse
phir chaen kahaan
tere liye aahein
bhartaa hai dil
teri aisi baaton se
dartaa hai dil
teri aisi baaton se
dartaa hai dil
maine pyaar tumhin
se kiyaa hai
maine dil bhi tumhin
ko diyaa hai
ab chaahe jo ho jaaye
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
maine pyaar tumhin
se kiyaa hai
maine dil bhi tumhin
ko diyaa hai
baanhon mein teri
din raat rahoon
jag chhod doon main
o tere saath rahoon
saansoon mein basaa loon
aaj tujhko
tere binaa jeenaa
nahin mujhko
tere binaa jeenaa
nahin mujhko
maine pyaar tumhin
se kiyaa hai
maine dil bhi tumhin
ko diyaa hai
ab chaahe jo ho jaaye
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
maine pyaar tumhin
se kiyaa hai
maine dil bhi tumhin
ko diyaa hai
ab chaahe jo ho jaaye
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon
main duniyaa se
ab na daroon
tujhi se main
pyaar karoon