Oo priya,priya
Kyon bhula diya
Bewafa ya berahum
Kya kahu tujhe sanam
Toone dil,toda hai
Bhul kya huyi yeh bata ja
O piya,piya,main teri piya
Aasuo ko pi gayi
Jane kaise ji gayi
Kya hain meri,majaburi
Kaise main batau huwa kya
O priya,priya,kyon bhula diya
Too bewafa hain jo main jaan jata
Tujhse kabhi bhi,dil na lagata
Too bewafa hain jo main jaan jata
Tujhse kabhi bhi,dil na lagata
Mujh peh yakin kar yoo na iljam de
De koi saja magar,bewafa na nam de
Meri dilaruba,,tune ki jafa
Par tujhe bhulegi na meri wafa
O piya,piya,main teri piya