menu-iconlogo
logo

O Priya Priya (Short Ver.)

logo
Lyrics
Tu bewafa hain jo main jaan jata

Tujhse kabhi bhi dil na lagata

Tu bewafa hain jo main jaan jata

Tujhse kabhi bhi dil na lagata

Mujh peh yakin kar yoo na ilzaam de

De koi saja magar bewafa na nam de

Meri dilaruba tune ki jafa

Par tujhe bhulegi na meri wafa

O piya piya main teri piya

Aasuo ko pi gayi

Jane kaise ji gayi

Kya hain meri majaburi

Kaise main batau huwa kya

O priya priya kyon bhula diya