Bahut pyaar karte hain, tum ko sanam
Bahut pyaar karte hain, tum ko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo
Khudaa ki kasam
Bahut pyaar karte hain, tum ko sanam
Bahut pyaar karte hain, tum ko sanam
Humaari gazal hai, tassavur tumhaaraa
Humaari gazal hai, tassavur tumhaaraa
Tumhaare binaa ab, naa jinaa gawara
Tumhe yun hi chaahenge
Tumhe yun hi chaahenge
Jab tak hai dum
Bahut pyaar karte hain, tum ko sanam
Bahut pyaar karte hain, tum ko sanam
Saagar ki baahon mein, maujen hain jitni
Saagar ki baahon mein, maujen hain jitni
Humako bhi tumse, muhabbat hai utni
Ke ye bekarari
Ke ye bekarari naa
Ab hogi kam
Bahut pyaar karte hain, tum ko sanam
Bahut pyaar karte hain, tum ko sanam\