Na dastakein yeh tere dil ki
Han wahi dhadkane hain
Yun jor se jo tujhko ab sun rahin hain
Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hain
Aye nahijinke the wadein
Waqt uljha hua haitere yahan pe
Kya who kal the yahan yan hafton pehle
Ki yeh hain dastan
Aye na teri yad unko
Aye na teri yad unko
Toote makan ik bar gir kar
Waise bante kahan hai
Jaise the tune apne dil se banaye
Oh karigar yun hathon se the sajaye
Aye na teri yad unko
Aye na teri yad unko
Kitabon ke ghar
Duniya hain teri
In dhool bhare
Pano mein
Tu kya dhoondti
Aur kya ho gaya jo tujhe
Is dafa na mili pyari si
Pariyon ki woh kahani
Aur tum yun pareshan ho kyon
Hain jadugari aaj bhi
Tere dil mein hain baki
Aur in kagazon mein kahin
Ek gul hain jo aise tera
Intezar kar raha hain
Yeh gul hai teri woh hansi
Kahan kho gai
Yeh bata khilegi kabhi
Aayega ik din
Jab unki ratein
Yun na mehfooz hongi
Tere tere bin aise tu dekh lena
Teri kami tab unko mehsoos hogi
Mujhe mujhe hain pata.