menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

shikayat song from Gangubai Kathiawadi

Archana Gorehuatong
stampleyangelahuatong
Lyrics
Recordings
Gangubai Kathiawadi

3

2

1

Kisi ki yaad me shaamein Guzarne ke liye

Kaleja cha..hiye khud ko

Marne ke liye

Ke ghaat maut ke

Har din utarna padta hai

Ye ishq dil me Meri jaan

((Utarne ke liye…))

Singer: Archana Gore

Music: Sanjay Leela Bhansali

Suna hai ke unko…shikayat bahot hai

((Suna hai ke unko shikayat bahot hai))

Toh fir unko hummse mohabbat bahot hai..

Suna hai ke woh..tod dete hai dil to

((Hamein tootne ki bhi aadat bahot hai..))

Suna hai ke unko shikayat bahot hai

((Nazar bhar ke woh dekhte bhi nahi hai

Hamare liye sochte bhi nahi hai

Nahi hai nahi sochte bhi nahi hai

Guzrate hai hum roz pehlon se unke

Magar woh humein rokte bhi nahi hain..

Han rokte bhi nahi hain

Han han rokte bhi nahi hain..…))

Suna hai ke nafrat wo..h karte hai humse

Hame unki nafrat se rahat bahot hai

((Suna hai ke unko…shikayat bahot hai

Suna hai ke unko.. shikayat bahot hai))

Lyrics: A.M.Turaz

Onscreen: Huma Qureshi

Alia Bhatt & Shantanu

Shehar chahe jeewan ka veeran kar do

Magar dekh kar humko hai..ran kar do

Bharam ajj bhi hai wafaon ka humko

Ijaazat hai jaana, khata..on ki tumko

((Khata par bhi unki khafa hum nahi hai

Kisi hal me bhi judaa hum nahi hai

Nahi hai nahi haan juda hum nahi hai

Woh ilzaam jitne bhi chahe laga lein

Wafadaar hai bewafa hum nahi hai))

Han han bewafa hum nahi hai

((Han han bewafa hum nahi hai…..))

Suna hai ke wo bhool Jaate hain mil kar

Humein unki yaadon ki daulat bahot hai..

((Suna hai ke unko shikayaat bahot hai

Suna hai suna hai shikayaat bahot

Han ji han ji suna hai mohabbat bahot

Han han han unki nafrat se rahat bahot hai

Humein tuttne ki bhi aadat bahot hai

Shikayat mohabbat haa raahat bahot hai

Hamein unki yadon ki daulat bahot hai

Suna hai suna haa haa Hamne suna hai

Suna… suna… suna… aaa hai…))

Suna hai, ke unko… Shikayat bahot hai

Thank you

Vandana Agarwal

More From Archana Gore

See alllogo

You May Like