Kyun ki tum hi ho, abb tum hi ho
Ki zindagi abb tum hi ho, hohoho
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui, abb tum hi ho
Tere liye hi jiya main
Khud ko jo yun de diya hai
Teri wafa ne mujhko sambhala
Saare ghamon ko dil se nikaala
Tu hi ye mujhko bata de
Chahun main ya naa
Apne tu dil ka pata de
Chahun main ya naa
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro raha hun main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main
Sun raha hai naa tu
Ro raha hun main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main
Bhula dena mujhe
Hai alvidaa tujhe
Tujhe jeena hai, mere bina
Safar yeh hai tera
Yeh rasta tera
Tujhe jeena hai, mere bina