kehte hay
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na
kisi ko hai banaaya
har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere
jaise hi kisi ke liye
Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na
kisi ko hai banaaya
har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
manoo mujko banaya teri
jesehi kisike liye
Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane, hume kya pata
Kuch toh hai tujh se raabta
Tu humsafar hai
Phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi yehi hai
Marna issi ke liye
Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na
kisi ko hai banaaya
har kisi ke liyeâ¦
hmm Meharbaani jaate-jaate
mujhpe kar gaya
Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya
Tera nazaara mila, roshan sitaara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila
Sadiyon se tarse hai
jaisi zindagi ke liye
Teri sohbat mein duaayein
hain ussi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere
hi jaise kisi ke liye
Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane hume kya pata
Tu humsafar hai, phir kya fiqar hai
Jeene ki wajah hi yehi hai
Marna issi ke liye
Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na
kisi ko hai banaaya