Bata de mujhe
Wajah de mujhe mera hi main na raha sab dhoond rahe
Maine kiya aisa kya hum phir na mile
Main khud se hi kyun lapata hata de usse mita de
Usse duniya bani pyar ki ilzaam tale
Tune kiya aisa kya hum phir na mile tune kaha
Tha mujhe na chhod
Ke jaana kabhi phir kyun palte
Hua lag par bura to nahi ilzaam lage ke main badal gaya
Kyun badal gaya kare pooch meri jaan aasuon se
Bhara samandar tha mera tu tair na saki main doob gaya
Aasmaan se bhara samandar tha
Mera woh tair na saki main doob gaya king thodi wafa
Mujhse bhi kar leti maan leta paar khuda ke
Na jaane seh gaye kitne sitam socha tum haqdaar
Wafa ke
Hum galti se seekh gaye kabhi karna na bharosa husn
Walon pe woh oh khul ke bata do kya hisaab karoge
Ho itna chup rehke kya
Barbaad karoge aur ab jo le hi chuke ho tum
Sab humara ab kyun yaad karoge yeh ilzaam lage ke main
Badal gaya kyun badal gaya kabhi
Puch meri jaan aansoo o se bhara samandar
Tha mera tu tair na saki main doob gaya
Tere zulmo ko main aaj bhi hoon kyun
Sahara tu bewajah bewafaa kyun bani pehli dafaa jahan
Ye mera ho gaya sab
Kho gaya jo tu na mili jaane jaana aisa
Kya hai tune mujhse jo churaya mujhse
Pucho jeena kya hai itna chah ke bhi
Mil na paaya
Maine maana dil dukha hai
Apne haal pe rona aaya duniya
Jeeti saath ghumaya bas ek
Pyaar tera hisse na aaya