Baatein zaroori hain, tera milna bhi zaroori
Maine mita deni, yeh jo teri-meri doori
Hmm, baatein zaroori hain, tera milna bhi zaroori
Maine mita deni, yeh jo teri-meri doori
Jhoothi hain woh raahein saari duniya ki
Ishq jahaan na chale
Tera hona, mera hona
Kya hona, agar na dono miley?
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Woh shehar badey hongey boriyat bhare
Rehta nahi jinmein tu sang mere, khabar tujhe bhi hai
Raunakein sabhi hoti tere hone se
Tere bina, tanha koi kya kare?
Aisey sabhi sheharon pe mujhko taras hai aata bada
Tere liye main na jahaan khada
Meelon ka ho, saalon ka ho, chaahe woh
Safar ki parwaah nahi
Tu hai jahaan, maine wahaan hona hai
Pahunch hai jaana wahin
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Jeete-ji toh jeetega na ye faasla, hai pata
Saansein chalein teri taraf, jaise chale raasta
Mera hai tu, tu hai khalish ya hai khushi, ya khata
Tere siva mera yahaan se na koi vaasta