menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Yaara-Mamta Sharma

Armaan_Officialhuatong
✎﹏𝐙𝐚𝐲𝐧★🏴U000e0067U000e0062U000e0065U000e006eU000e0067U000e007fhuatong
Lyrics
Recordings
Uploaded By Armaan_Official

Room Id - 115745

Hope You Gonna Enjoy

Song – Yaara

Singers – Mamta Sharma

Musicians – Bad-Ash

Lyricists – Bad-Ash

Main chaahun tujhe

Kisi aur ko tu chaahe yaara

Ab pyar nahi hoga humse phir

dobara

Pyar karun main yaar tujhe enna saara

Ek janam hai kya

Sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal har dua mein

Dua mein tujhe yaad karte hain

Sau sau baar karte hain

Mile har janam tu hi humko

Yehi fariyad karte hain

Jab sochun tujhe sochun

Yehi kaam karte hai

Aaye jo tujhe hichki

Hum yaad karte hain

Tere door jaane se

Din raat darte hain

Tere door jaane se

Din raat darte hain

Main sochun tujhe

Kisi aur ko tu soche yaara

Ab pyar nahi hoga humse phir

dobara

Pyar karun main yaar tujhe enna saara

Ek janam hai kya

Sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal har dua mein

Dua mein tujhe yaad karte hain

Sau sau baar karte hain

Mile har janam tu hi humko

Yehi fariyad karte hain

Keh diya sab kuchh

par kuchh to baaki hai

Mujhko to teri

ik nazar hi kaafi hai

Jismein hai tu raazi

usmein hi main raazi

Jismein ho tu raazi

usmein hi main raazi

Main dekhun tujhe

Kisi aur ko tu dekhe yaara

Ab pyar nahi hoga humse phir

dobara

Pyar karun main yaar tujhe enna saara

Ek janam hai kya

Sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal har dua mein

Dua mein tujhe yaad karte hain

Sau sau baar karte hain

Mile har janam tu hi humko

Yehi fariyad karte hain

Dua mein tujhe yaad karte hain

Sau sau baar karte hain

Mile har janam tu hi humko

Yehi fariyad karte hain

Thanks For Join Song😍😍😘

More From Armaan_Official

See alllogo

You May Like