menu-iconlogo
logo

Baarish

logo
Lyrics
Chehre mein tere

Khud ko main dhundun..Unn..

Aankhon ke darmiyan

Tu ab hai iss tarah

Khwabon ko bhi jagah na mile

Yeh mausam ki barish

Yeh baarish ka paani

Yeh paani ki boondein

Tujhe hi toh dhundein

Yeh milne ki khwaahish

Yeh khwaahish purani

Ho puri tujhi se meri ye kahani

Kabhi tujhme uttru

Toh saanson se guzrun

Toh aaye...

dil ko raahat

Main hoon bethikana

Panaah mujhko paana

Hai tujhme...

De ijazat

Na koi darmiyaan

Hum dono hai yahaan

Phir kyun hai tu bata. faasle

Yeh mausam ki baarish

Yeh baarish ka paani

Yeh paani ki boondein

Tujhe hi toh dhundein

Yeh milne ki khwahish

Yeh khwahish purani

Ho puri tujhi se meri ye kahani

(Na na na.. Na....)

(Na na na.. Na Na )

(La ra la La La ...)

Hawaon se tera pata puchta hoon

Ab toh aaja

Tu kahi se

Parindon ki taraha

Yeh dil hai safar mein

Tu mila de

zindagi se

Bas itni iltja

Tu aake ik dafa

Jo dil ne na kaha

Jaan le....

Yeh mausam ki baarish

Yeh baarish ka paani

Yeh paani ki boondein

Tujhe hi toh dhundein

Yeh milne ki khwaahish

Yeh khwaahish purani

Ho puri tujhi se meri ye.. kahani