chehre main tere
khud ko main dhundhu
aankhon ke darmiyaan
Tu ab hai is tarah
Khwaabon ko bhi jagah na mile
ye mausam kii barish
ye barish kaa pani
ye pani kii boonden
tuje hi to dhundhen
ye milane kii khwaahish
ye khwaahish puraani
Ho poori tujhi se meri ye kahani
kabhi tujhmen utaruun
to sanson se gujarun
to aaye dil ko raahat
main hoon bethikana
panaah mujhako paanaa
he tujhmen de ijazat
naa koi darmiyaan
ham donon hai yahan
phir kyun he tu bataa faasale
ye mausam kii barish
ye barish kaa pani
ye pani kii boonden
tuje hi to dhundhen
ye milane kii khwaahish
ye khwaahish puraani
Ho poori tujhi se meri ye kahani
hawaaon se tera
pataa poochta hoon
ab to aajaa tu kahin se
parindon kii tarah
ye dil he safar main
tu mila de zindagi se
bas itani ilteza
tu aake ek dafaa
jo dil ne naa kaha jaan le
ye mausam kii barish
ye barish kaa pani
ye pani kii boonden
tuje hi to dhundhen
ye milane kii khwaahish
ye khwaahish puraani
Ho poori tujhi se meri ye kahani