Tohfa tohfa, tohfa tohfa
Laya laya, laya laya
Mere mere, mere mere
Dil pe chhaya, chhaya chhaya
Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeevan mera
Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeevan mera
Dil ke sahare maine pa liye
Jeene ko aur kya chaahiye
Pyaar ka tohfa tera
Bana hai jeevan mera
Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeevan mera
Dil ke sahare maine pa liye
Jeene ko aur kya chahiye
Tohfa tohfa, tohfa tohfa
Laya laya laya laya
Jaan ke bina jaise ho tan
Tere bina main aise sajan
Kastoori sa tera badan
Mehaki mehaki phirti pavan
Ho jaan ke bina jaise ho tan
Tere bina main aise sajan
Kastoori sa tera badan
Mehaki mehaki phirti pavan
Daude mere, man ka hiran
Chhoone ko yauvan tera
Ta, ta, ta
Pyaar ka tohfa tera
Bana hai jeevan mera
Dil ke sahare maine pa liye
Jeene ko aur kya chaahie
Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeevan mera
Dil ke sahare maine pa liye
Jeene ko aur kya chaahiye
Tohfa tohfa, tohfa tohfa
Laya laya, laya laya
Tohfa to bas ek naam hai
Dil ka mere paigam hai
Saadi nahi tera pyar hai
Suhagan ka ye singaar hai
Tohfa to bas ek naam hai
Dil ka mere paigam hai
Saadi nahi tera pyar hai
Suhagan ka ye singar hai
Resham ke roop mein
Tan se mere, lipta hua man tera
Ta, ta, ta
Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeevan mera
Dil ke sahare maine pa liye
Jeene ko aur kya chahiye
Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeevan mera
Dil ke sahare maine pa liye
Jeene ko aur kya chahiye
Tohfa tohfa, tohfa tohfa
Laya laya, laya laya
Tohfa tohfa, tohfa tohfa
Laya laya, laya laya