Song :Hum intezaar karenge
Singer :Asha, Rafi saheb
Film: Bahoo Begham
Music : Raushan
[F]-Ham intazaar karenge
Ham intazaar karenge tera Qayaamat tak
Khuda kare ke Qayaamat ho aur tu aye
Khuda kare ke Qayaamat ho aur tu aye
Ham intazaar karenge
<<<<<
>>>>> [F]-Ye intazaar bhi , ek imtihaan ho....ta hai Isi se ishq ka shola , jawaan hota hai Ye intazaar salaamat ho Haaye...Ye intazaar salaamat ho aur tu aye Khuda kare ke kayaamat ho aur tu aye Ham intazaar karenge <<<<<<>>>> [F]-Bichhaaye shauq ke sijade wafa ki raahon mein Khade hain deed ki hasarat liye nigaahon mein Qubool dil ki ibaadat ho Haaye...Qubool dil ki ibaadat ho aur tu aye Khuda kare ke Qayaamat ho aur tu aye Ham intazaar karenge <<<<<>>>>>> [M]-Woh khushanasib hai jis ko tu intikhaab kare Khuda hamaari mohabbat ko kaamayaab kare Jawaan sitaara-e-kismat ho Jawaan sitaara-e-kismat ho aur tu aye Khuda kare ke qayaamat ho aur tu aye Ham intazaar karenge =======THANKS=========