(M)==Male
(F)==Female
(M) Falak se sitara najar se najara(2)
Nadi se kinara
judaa ho yah mumkin Nahin(2)
(F) Falak se sitara najar se najara(2)
Nadi se kinara
judaa ho yah mumkin Nahin(1)
(M+F) judaa ho yah mumkin Nahin
Music
(M) duniya Se Alag hokar duniya ko dikhayenge
khawabon ko haqeeqat ke adab sikhaenge
Khud apni mohabbat Ki Kismat ko banaenge
Gulon Se mohabbat gulabo se rangat(2)
nigahon se surat
judaa ho yah mumkin Nahin(2)
Music
(M) khoi Hui rahon mein manjil ka pata ho Tum
(F) puja ho ibadat ho chahat ho wafa ho Tum
(M) vah din Nahin dekhe ham jab humse judaa ho Tum
(F) ghazal se tarannum labon se tabassum
(M) ghazal se tarannum labon se tabassum
Juban se takllium
(M+F) judaa ho yah mumkin Nahin(2)
(F) Falak se sitara najar se najara
(M) Falak se sitara najar se najara
(M+F) Nadi se kinara
(M+F) judaa ho yah mumkin Nahin(2)