Saayah-e-Khuda-e-Zuljalaal 
Tarjuman-e-maazi, shaan-e-haal 
Saayah-e-Khuda-e-Zuljalaal 
Tarjuman-e-maazi, shaan-e-haal 
Rahbar-e-taraqqi-o-kamaal 
Main Pakistan hoon 
Main Pakistan hoon 
Main zindabaad hoon 
Main zindabaad hoon 
Main Pakistan hoon 
Main Pakistan hoon 
Main zindabaad hoon 
Main zindabaad hoon 
Haan, maana, mere dushman hain bohot, dost hain kam 
Haan, maana, mere apnon ne kiye hain sitam 
Haan, maana, aag bujhaane ko hai paani thoda 
Par maine apne bacchon ko tanha nahi chhora 
Haan, maana, aag bujhaane ko hai paani thoda 
Par maine apne bacchon ko tanha nahi chhora 
Main shaheen hoon Iqbal ka 
Main ghar Haider ki aal ka 
Main Quaid ka farmaan 
Mere seene mein Quran 
Main Khyber, main Punjab 
Main Sindh, Balochistan 
Main Pakistan hoon 
Main Pakistan hoon 
Main zindabaad hoon 
Main zindabaad hoon 
Main Pakistan hoon 
Main Pakistan hoon 
Main zindabaad hoon 
Main zindabaad hoon 
Mujh par duniya ki nazrein hain har pal 
Hai aaj bhi mera, mera hoga kal 
Mujh par duniya ki nazrein hain har pal 
Hai aaj bhi mera, mera hoga kal 
Hum talwaron ki nok pe charh ke naghme gayen 
Hum woh hain jo bas seene pe hi goli khayen 
Hum talwaron ki nok pe charh ke naghme gayen 
Hum woh hain jo bas seene pe hi goli khayen 
Main ummat ka saalar hoon 
Main Allah ka asraar hoon 
Mera har fauji jawaan 
Jaise ho khari chattan 
Main hoon Kashmir ki waadi 
Main Gilgit-Baltistan 
Main Pakistan hoon 
Main Pakistan hoon 
Main zindabaad hoon 
Main zindabaad hoon 
Main Pakistan hoon 
Main Pakistan hoon 
Main zindabaad hoon 
Main zindabaad hoon