mast hua barbad hua Ishq ka kalma yad hua 
mast hua barbad hua Ishq ka kalma yad hua 
soat pay lag gaya taat ka tokra 
boot ka tasma toota 
Ishq nay he fankaar banaya 
ishq nay he mjh loota 
Ishq nay he fankaar he banaya 
ishq nayhe mjh loota 
Phir mein mast hua barbaad hua 
Ishq ka kalma yad hua 
Mast hua barbaad hua 
Ishq ka kalma yad hua 
man mein basi loban ki khushbo 
itar bitar sab bhoola 
zaat aqeeda raak ho gae 
ishq ka chal gaya choola 
topi utri tasbi tooti 
dhool pay rask hua 
ishq mera tavez ban gaya 
dil pay naqsh hua 
mjh pay lag gae tohmat shohmat 
mein badnaam hua 
gana bajana, nachna nachana mera kam hua 
gana bajana, nachna nachana mera kam hua 
phir mein mast hua, barbadd hua ishq ka kalma yad hua 
mast hua, barbadd hua ishq ka kalma yad hua 
rishtay natay door ho gae fan ban gae lakhon 
duniya mare pechay or mein ishq k peachay bhagon 
Ishq he lagaya ishq palang hai ishq hai mera bistar 
Ishq he Oron Ishq he pehnu, Ishq hy mare chadar 
Aqlon valay marain tanay, ye to dewana hai 
mein to ashiq hun logon mjhy doob k jana Hai 
mein to ashiq hun logon mjhy doob k jana 
K mein to mast hua barbaad hua . 
Ishq ka kalma yad hua 
Mast hua barbaad hua 
Ishq ka kalma yad hua 
Suit pay lag gaya taat tak tokra 
boot ka tasma toota 
Ishq nay he fankar banaya 
Ishq nay he mjhy loota 
Ishq nay he fankar banaya 
Ishq nay he mjhy loota 
mast hua barbaad hua 
ishq ka kalma yad hua 
mast hua barbaad hua 
ishq ka kalma yad hua