By Attaullah Khan
upload By 🇶🇦AL-SHAHEEN🇶🇦
:: Attaullah Khan Voic ::
Naa jaane kyun tera milkar
Bichhudna yaad aata hai
Naa jaane kyun tera milkar
Bichhudna yaad aata hai
Main ro padta hun jab
Guzra zamana yaad aata hai
Main ro padta hun jab
Guzra zamana yaad aata hai
🇶🇦AL-SHAHEEN🇶🇦
Main aksar dekhkar shaano ko
apne rone lagata hun
♩ ♪ ♫ ♬
Main aksar dekhkar shaano ko
apne rone lagata hun
♪ ♫ ♬
Mujhe jab pyaar se
Sar tera rakhna yaad aata hai
Mujhe jab pyaar se
Sar tera rakhna yaad aata hai
Main ro padta hun jab
Guzra zamana yaad aata hai
🇶🇦AL-SHAHEEN🇶🇦