Teri dooriyan
Mujhpe gunaah hai dil chahat iski
Gawaah hai meri
Duniya teri panaah hai yehi ishq ne mujhse
Kaha hai kuch mujh mein tu aise
Basa hai koi mujhme na meri jagah hai
Kuch dekhun to tu dikhta
Hai meri aankhon mein teri nigaah hai
Tujhse bichhad ke
Bakhuda main yahan jee na sakunga ek lamha
Aaram aata hain deedar se
Tere mit jaate hain saare
Gham hain yeh dua ke tujhe dekhte
Dekhte hi nikal jaye dum shukrana
Chahe mein jitna bhi karlu ke phir bhi rahega
Wo kam tera tasavvur mujhe dekhe
Maula ne mujhpe kiya hai karam
Tu sawarta hai tere khayalo
Se jagmagata hai tere ujaalon se raks
Karta hai dil tujh pe marta hua
Pagalon sa tera pagalon sa tera
Zikar karta hua tujhse
Bichad ke bakhuda
Main yahaan jeena sakunga ek lamha
Maanta hai deedar se tere mit
Jaate hai saare gham hai yeh dua ki
Tujhe dekhte dekhte hi nikal jaye dum
Shukrana chahe mein jitna bhi karlo ke phir
Bhi rahega woh kam tera tasavvur mujhe de ke
Maula ne mujhpe kiya hai karam