menu-iconlogo
logo

Yaar Ka Sataya Hua Hai

logo
Lyrics
Mujhe lagta tha nashe mein tujhe bhool jaaunga

Mujhe lagta tha nashe mein tujhe bhool jaaunga

Tu aur yaad aayi to laga aisa nahi karte

Tu aur sharab dono ek jaise ho

Dono nasha karte hain wafa nahi karte

Baharon ki rut hai phir bhi mere

Baharon ki rut hai phir bhi mere

Baag ka phool murjhaya hua hai

Sharab peete peete jiske hath kaanpte ho

To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Sharab peete peete jiske hath kaanpte ho

To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Hum peete nahi hain pilayi gayi

Ab tak na woh bhulayi gayi

Jo kabron pe baith ke shayari karein

Woh zakhmon ne shayar banaya hua hai

Sharab peete peete jiske hath kaanpte ho

To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Mere yaar peete peete jiske haath kanpte ho

To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Maine bhijwayi usey jhoothi khabar

Ke duniya se door main pakka hua

Maine bhijwayi usey jhoothi khabar

Ke duniya se door main pakka hua

Ho tujhpe jo marta tha mar gaya jaani

Tumne kaha chalo achha hua

Ho logon ko dekha dafnate hain log

Ho maine mujhe dafnaya hua hai

Sharab peete peete jiske hath kaanpte ho

To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Mere yaar peete peete jiske haath kanpte ho

To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Hai rabb yahan to baat kare

Ho mujhse kabhi mulaqaat kare

Hai rabb yahan to baat kare

Ho mujhse kabhi mulaqaat kare

Toote dilon ko jode nahi

Kaise woh din ko raat kare

Main sach bolun rabb yahan hai hi nahi

Bas logon ne pagal banaya hua hai

Sharab peete peete jiske hath kaanpte ho

To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Mere yaar peete peete jiske haath kanpte ho

To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Main pagal hoon aur bohot pagal hoon

Main pagal hoon aur bohot pagal

Par yeh bhi baat hai ke dil sachha hai

Chheen to leta tujhko sareaam main

Par masla yeh ke shauhar tera aadmi achha hai

Yaar Ka Sataya Hua Hai by B Praak/Jaani/Nawazuddin Siddiqui - Lyrics & Covers