Mera gham hi aakhir mere kaam aaya,
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
Aaj bahut roya ke aaram aaya!
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya..
Laakh chhupaaya is zamaane se,
laakh chhupaaya is zamaane se
meri hi Ghazal mein
aakhir tera naam aaya..
Aaj bahut roya ke aaram aaya!
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya..
chhod di kab ki zindagi hum ne,
chhod di kab ki zindagi hum ne
chhod ke jab shehar
tera aapne gaanv aayaa
aaj bahut roya ke aaram aaya!
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
so rahe the chain se kabar mein,
so rahe the chain se kabar mein
uth gaye sar pe achanak
jo tera paanv aaya!
Aaj bahut roya ke aaram aaya!
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
Hashar ka din hai aaj jashan manao,
Hashar ka din hai aaj jashan manao
bandh ke sar pe kafan
dekho aaj MAAN aaya!
Aaj bahut roya ke aaram aaya!
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
mera gham hi aakhir..
(crying) mere kaam aaya...