Yeh pehli baar mile
Tum pe yeh dum nikle
Tum pe yeh jawani dheere dheere
Maddham machle re
Humma humma, humma humma humma
Hey humma humma, humma humma humma
Mujhe dar iss baat ka hai bas
Ki kahin na yeh raat nikal jaaye
Meri itne bhi paas tu aa mat
Kahin meri hathon se na baat nikal jaaye
Bolunga sach mein jo de tu ijazat
Sabar bhi ab karne laga bagawat
Zulfein hai zalim aur aakhein hai aafat
Lagta hai hone wali hai qayamat
Mat tadpa aise tu
Na kar na insaafi
Jo ghalti karne wala hoon main uske liye
Pehle se hi mangta hoon maafi