Dil kabhi ganda, kabhi hai nek banda
Dil ka bharosa kaise koi kare..
Dil kabhi thanda, kabhi hai atom bomb sa
Yeh dhamaka kaise koi sahe..
Dil ki yahi khata hai, dil ko nahi pata hai
Dil ki yahi khata hai, dil ko nahi pata hai
Ki dil chahta hai kya..
Nazrein milana, nazrein churana
Kahin pe nigahen, kahin pe nishana
Nazrein milana, nazrein churana
Kahin pe nigahen, kahin pe nishana..
(Haiii yeaahhh…hoo hoo..)
(Haiii yeaahhh…hoo hoo..)
(Haiii yeaahhh…hoo hoo..)
(Haiii yeaahhh…hoo hoo..)
Niyat ko dil ki hamesha hi sahi thi
Dil ka irada bhi samjho nek tha
Fitrat aawara to kya kare bechara
Usko ho jaaye dil jisko dekhta..
(Din mein to dil sataye, raaton mein dil jagaye)
(Din mein to dil sataye, raaton mein dil jagaye)
Arey chahta hai kya…
(Nazrein milana, nazrein churana,
Kahin pe nigahen, kahin pe nishana)
(Nazrein milana, nazrein churana,
Kahin pe nigahen, kahin pe nishana)
Aankhon mein koi hai basa, jaane kyu lage yeh dil khaali
Jaan lo kyu yeh dil baja raha ek haath se taali
Hothon se jaane kya kaha, phir bhi dil ki baatein hai dil mein
Yeh raha tera humsafar, kisko dhundhe dil ki mehfil mein
Jaan hai phassi, kaise naa hassi, aaye haal dil pe..
(Nazrein milana, nazrein churana,
Kahin pe nigahen, kahin pe nishana)
(Nazrein milana, nazrein churana,
Kahin pe nigahen, kahin pe nishana)