menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Shama Jalaye Rakhna - Track by @TejSingh_17

Bhupinder/mitalihuatong
naylorbabyblue79huatong
Lyrics
Recordings
(F)Shama Jalaye Rakhna Haaye

Shama Jalaye Rakhna

Jab Tak Ke Main Na Aaun

Jab Tak Ke Main Na Aaun

(M)Khud Ko Bachaye Rakhna Haay

Khud Ko Bachaye Rakhna

Jab Tak Ke Main Na Aaun

Jab Tak Ke Main Na Aaun

(Both)Shama Jalaye Rakhna Haaye

Shama Jalaye Rakhna

Jab Tak Ke Main Na Aaun

Jab Tak Ke Main Na Aaun

Music

(M)Zinda Dilo Se Duniya

Zinda Sadaa Rahi Hain

****************

Zinda Dilo Se Duniya

Zinda Sadaa Rahi Hain

Zinda Sadaa Rahi Hain

Mehfil Sazae Rakhna Haaye

Mehfil Sazae Rakhna

Jab Tak Ke Main Na Aaun

Jab Tak Ke Main Na Aaun

Music

(F) Yeh Waqt Imtihaan Hain

Sabro Qaraar Dil Ka

*******************

Yeh Waqt Imtihaan Hain

Sabro Qaraar Dil Ka

Sabro Qaraar Dil Ka

Aansu Chhupaye Rakhna Haaye

Aansu Chhupaye Rakhna

Jab Tak Ke Main Na Aaun

Jab Tak Ke Main Na Aaun

Music

(Both) Hum Tum Milenge Aise

Jaise Judaah Nahi They

*****************

Hum Tum Milenge Aise

Jaise Judaah Nahi They

Jaise Judaah Nahi They

Saanse, Bachaye Rakhna Haaye

Saanse, Bachaye Rakhna

Jab Tak Ke Main Na Aaun

Jab Tak Ke Main Na Aaun

Shama Jalaye Rakhna

Jab Tak Ke Main Na Aaun

Jab Tak Ke Main Na Aaun

(M) Jab Tak Ke Main Na Aaun

(F) Jab Tak Ke Main Na Aaun

(M) Jab Tak Ke Main Na Aaun

(F) Jab Tak Ke Main Na Aaun

(M) Jab Tak Ke Main Na Aaun

(F) Jab Tak Ke Main Na Aaun

Please Follow.

More From Bhupinder/mitali

See alllogo

You May Like