menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

tujhe dekha to yeh jaana sanam

Bollywoodhuatong
orrinsamaroohuatong
Lyrics
Recordings

:

Tujhe dekha toh yeh jana sanam

Pyar hota hai divana sanam

Tujhe dekha toh yeh jana sanam

Pyar hota hai divana sanam

Abb yaha se kaha jaye ham

Teree baho me mar jaye ham

Tujhe dekha toh yeh jana sanam

Pyar hota hai divana sanam

Abb yaha se kaha jaye ham

Teree baho me mar jaye ham

Tujhe dekha toh yeh jana sanam

La la la la la

La la la la la, la la la

Aankhe meree sapne tere,

dil mera yahe teree

O mera hai kya

sab kuchh tera

Jan teree sanse teree

Meree aankho me aansu tere aa gaye

Muskurane lage sare gham

Tujhe dekha toh yeh jana sanam

Pyar hota hai divana sanam

Abb yaha se kaha jaye ham

Teree baho me mar jaye ham

Tujhe dekha toh yeh jana sanam

Yeh dil kahee lagta nahee,

kya kahu mai kya karu

Ha too samne baithee rahe,

mai tujhe dekha karu

Tune aawaj dee, dekh mai aa gayee

Pyar se hai badee kya kasam

Tujhe dekha toh yeh jana sanam

Pyar hota hai divana sanam

Tujhe dekha toh yeh jana sanam

Pyar hota hai divana sanam

Abb yaha se kaha jaye ham

Teree baho me mar jaye ham

Teree baho me mar jaye ham

More From Bollywood

See alllogo

You May Like