menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Haath Uthakar Gaunga (Live)

Bridge Musichuatong
michellelcbrownhuatong
Lyrics
Recordings
Yeshu masih bharosa mera

Tu hi sahara hai mera

Mushkil samay mein tu hi dilasa

Saath rahega tu sada

Karuna bhalayi teri

Sada ragegi mujhpar

Teri vishwas yogyata

Dekhunga mein umra bhar

Main haath uthakar gaunga

Yeshu tera naam rahe uncha

Main haath uthakar gaunga

Yeshu tera naam rahe uncha

Maut se hai bachaya tu ne

Jeevan naya hai de diya

Naam le kar pukara mujhe

Mahima se mujhko bhar diya

Karuna bhalayi teri

Sada ragegi mujhpar

Teri vishwas yogyata

Dekhunga mein umra bhar

Main haath uthakar gaunga

Yeshu tera naam rahe uncha

Main haath uthakar gaunga

Yeshu tera naam rahe uncha

Aadaar aur mahima ho teri

Tu hi hamara khuda

Puri ho teri hi marzi

Aaye tera raj ho yahaan

Aadaar aur mahima ho teri

Tu hi hamara khuda

Puri ho teri hi marzi

Aaye tera raj ho yahaan

Hum haath uthakar gayenge

Yeshu tera naam rahe uncha

Haath uthakar gayenge

Yeshu tera naam rahe uncha

Karuna bhalayi teri

Sada ragegi mujhpar

Teri vishwas yogyata

Dekhunga mein umra bhar

Main haath uthakar gaunga

Yeshu tera naam rahe uncha

Main haath uthakar gaunga

Yeshu tera naam rahe uncha

More From Bridge Music

See alllogo

You May Like