Sang tere mujhko zindagi beetana tha
Same to same jaise jodha ka akbar deewana tha
Maine tujhe sab kuch apna mana tha
Tu jayegi chod ke yeh tune kaha na
Kyu toda tune dil main itna bura na tha
Aashiq parvana tha tera deewana tha
Main deewana tha deewana tha
Ab sun ab sun
Baby mere piche ghume sara zamana tha
Tere siva na mera koi thikana tha
Agar tujhe chod ke jana tha simple batana tha
Mere paas khajana tha yehhh
Aise mujhe chod ke na tujhe jana tha
Mujhe tere liye taj mehal banvana tha
Tera mera pyar duniya ko dikhana tha
Tere sath har ek lamha beetana tha
Har ek lamha beetana tha beetana tha
Kaise bhul gayi baby tu pyar ke voh pal
Maine tujhse kaha tha aaja sath mere chal
Tune sath mere choda vishwas mere toda
Ek baat to baata meri kya thi khata
Pal pal teri yaad sataaye mera dil dubaa jaye
Har pal sochu kaash tu vapas laut aye han yeah yeah yeah
Din raat na soya pal pal main roya
Din raat khayalo mein un uljhe uljhe sawalo mein
Khoya rehta hu bas yehi kehta hu I love you
Jaan meri yeh dastaan sunegi ye zameen
Sunega asmaan ki tune mujhe choda
Kyu vaada tune toda uske liye jo tujhe samjhe na kuch
Aaja mere paas mere dil se toh pucch
Aaja mere dildara maine choda jag sara
Jab jab tadpa main tujhko pukara tere
Liye choda meine ghar bhar tere bin sansar
Lage mujhe bekar do saal vala pyar pada aise kamzor
Pata chala teri life mein aya koi aur
Socha khush rakhega tujhe wo mujhse bhi zyaada
Tujhe bhulne ka kar liye tha maine irada haa haa haa
Jaan mangke tu dekh leti bas ek baar
Jaan dene ko tayaar desi king tera yaar
Pal pal teri yaad sataaye main kya karu
Ho mera dil dubaa jaye
Music desi king desi king desi king