Mujhe na o na na na
Mujhe na bulaya karo
Tum khud chali aaya karo
Mujhe na bulaya karo
Tum khud chali aaya karo
Karke ishare pyar ke pyare
Geet na gaya karo
Mujhe na bulaya karo
Tum khud chali aaya karo
Mujhe na na na na
Ek ye mohabbat duje jawani
Us par dil deewana
Ek ye mohabbat duje jawani
Us par dil deewana
Ye teeno kya kam the ke
Aaya mausam bhi mastana
Mar ke kankar tum khidki kar
Mujhe na jagaya karo
Mujhe na bulaya karo
Tum khud chali aaya karo
Mujhe na o na na na
Thode dino ki bat hai
Thode din ki hai ye duri
Thode dino ki bat hai
Thode din ki hai ye duri
Jab tak rat milan ki
aaye tab tak hai majburi
Sham sawere samne mere
Tum nahin aaya karo
Mujhe na bulaya karo
Tum khud chali aaya karo
Mujhe na o na na na
(follow mabast king)
O teri gali me mera ghar hai
O meri gali me tera
O teri gali me mera ghar hai
O meri gali me tera
Tere sone ke kamre ke
samne kamra hai mera
Parde gira kar odh ke
chadar tum so jaya jaro
Mujhe na bulaya karo
Tum khud chali aaya karo
Karke ishare pyar ke pyare
Geet na gaya karo
Mujhe na bulaya karo
Tum khud chali aaya karo
Mujhe na o na na na
Mujhe na na na na
Mujhe na na na na.