Hooo hoo ho hoooo ho ho ho
Dil baar baar kahta hai
Mujhe na tarsao ji izhaar karke dil
Se mujhe apna banao
Ji dil baar baar kahta hai mujhe na tarsao
Ji izhaar karke dil se
Mujhe apna banao ji dil baar baar kahta hai
Rabba main pyar mangu minnata hazaar mangu
Bas tera haath mangu bas tera saath mangu
Rabba main pyar mangu
Milta hazaar mangu bas tera haath mangu bas
Tera saath mangu hum to jiyein tumhare ab tum
Ho jao ji izhaar karke dil se
Mujhe apna banao ji dil baar baar
Kehta hai mujhe na tarsao ji
Izhaar karke dil se mujhe apna banao ji dil baar
Baar kehta hai
Thoda to pyar kar lo bahon mein
Aaj bhar lo dil bekarar kar lo tum bhi to pyar kar lo
Thoda to pyar kar
Lo bahon mein aaj bhar lo dil bekarar kar lo tum
Mujhse pyar kar lo dil ki
Aawaz meri kabhi sunne aao ji izhaar karke dil se
Mujhe apna banao ji dil baar baar kehta hai mujhe na
Tarasao ji izhaar karke dil se
Mujhe apna banao ji dil baar baar kehta hai