Ishq jaise hai ek aandhi, ishq hai ik tufan
Ishq ke aage bebas hai, duneeya me har iljam
Ishq me sab diwane hain, ishq me sab hairan
Ishq me sab kuchh mushkil hai, ishq me sab asan
Dekho pyare, yeh najare, yeh diwane, yeh parwane
Yeh ishq me kaise gum
Hay tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
Ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
Tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
Ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara dhum ma
Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara ham
Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara dhum ma
Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara ham
Dil toh ik rahee jana, dil kee tum manjil ho
Dil toh hai ik kashte jana, jiska tum sahil ho
Dil na phir kuchh mange jana, tum agar hasil ho
Dil toh hai meraa tanha jana, aao toh mehfil ho
Ishk se hee saree khushiya, ishq hee barbade
Ishq hai pabandee lekin, ishq hee ajadi
Ishq kee duneeya me yaro, khwab kee abadee
Ho gaya woh jisko manjil, ishq yeh dikhladee
Dekho pyare, yeh najare, yeh diwane, yeh parwane
Yeh ishq me kaise gum
Hay tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
Ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
Tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
Ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara dhum ma
Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara ham
Tumko puja hai, tumharee hee ibadat kee hai
Hamne jab kee hai, toh phir aise mohabbat kee hai
Hamne jab kee hai, toh phir aise mohabbat kee hai
Dil meraa pagal hai jana, isko tum behlado
Dil me kyun halchal hai jana, mujhko tum samjhado
Dil ka jo aanchal hai jana, isko tum lehrado
Julf jo badal hai jana, mujhpe tum barsado
Jana leke jaya hai, teraa yeh diwana
Jan tujhpe mit jayega, teraa yeh parwana
Jana mere dil me kya hai, tumne yeh na jana
Jana tujhko yad aayega, meraa yeh afsana
Dekho pyare, yeh najare, yeh diwane, yeh parwane
Yeh ishk me kaise gum