Haan haan haan
Aa aa aaa
Haan haan aa aaaa
Mere rashqe qamar
Mere rashqe qamar
Mere rashqe qamar tune pehli nazar jab nazar se milayi maza aa gaya
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagayi maza aa gaya
Mere rashqe qamar tune pehli nazar
Mere rashqe qamar tune pehli nazar jab nazar se milayi maza aa gaya
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagayi maza aa gaya
Be hijabana wo saamne aa gaye
Be hijabana wo saamne aa gaye aur jawaani jawaani se takra gayi
Aur jawaani jawaani se takra gayi
Aankh unki ladi yun meri aankh se
Aankh unki ladi yun meri aankh se
Dekhkar yeh ladai maza aa gaya
Mere rashqe qamar tune pehli nazar jab nazar se milayi maza aa gaya
Haan haan haan haaan
Haan aaa aaahh
Aahh aahh
Aankh main thi haya har mulaqat par
Aankh main thi haya har mulaqat par surkhe arz huye wasl ki baat par
Surkhe arz huye wasl ki baat par
Usne sharmake mere sawaalat pe
Usne sharmake mere sawaalat pe
Aise gardan jhukayi maza aa gaya