Mehfil
Bani tum jo milein manzil mili
Aisa deewana hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein aisa deewaana hua
Hain yeh dil aapke pyaar mein aisa deewaana hua hain
Yeh dil aapke pyaar mein
Mohabbat hi mohabbat hain
Mere rubaroo
Tamanna mein nigahon mein hain bas tu hi tu
Bechaini mein aahein bharein rab se
Tujhe maanga karein
Aisa deewana hua hain yeh dil aapke pyaar mein
Aisa deewana hua hain yeh dil aapke pyaar mein
Na subah ki khabar hain sanam na shaam ka pata
Na shaam ka pata
Khayalon mein hai chhaya hua tumhara nasha oh
Deewangi hai iss kadar mujhko nahi apni khabar aisa
Deewana hua hain
Yeh dil dil aapke pyaar mein aisa deewaana hua hain
Yeh dil aapke pyaar mein