menu-iconlogo
logo

Khuda Ki Inayat 2

logo
Lyrics
Pyar tumhe kitna karte hai phir bhi ye dil na kah saka

Darta hai dil kuch kahne se Darta hai dil kuch kahne se

Pyar tumhe kitna karte hai phir bhi ye dil na kah saka

Pyar tumhe kitna karte hai phir bhi ye dil na kah saka

Tum jindagi ho tum lazmi ho tum hi ab meri har khusi ho

Tha ye muqamal dono jahaan me tum jo nahi to kuch bhi nhi ho

Baaten dilon mai kitni hai Baaten dilo mai kitni hai

Pyar tumhe kitna karte hai phir bhi ye dil na kah saka

Pyar tumhe kitna karte hai phir bhi ye dil na kah saka

Darta hai dil ye ruuth na jao pyar ki baato se dar to na jao

Ishq kiya hai bss tumse kiya hai

Khwahisen yahi hain duur tum na jao

Tum ho sawera meri jindagi ka

Tum ho sawera meri jindagi ka

Pyar tumhe kitna karte hain phir bhi ye dil na kah saka

Khuda Ki Inayat 2 by Gulshan Sharma - Lyrics & Covers