Kya main puchu, iss zamane se kya tera mafhoom
Inki saqafat, yeh hi jaane, main toh tera fanoos
Prabhuji Daya Karo
Prabhuji Daya Karo
Mann mein aan baso
Mann mein aan baso
Hari Om x(4)
Dikh hi main jaunga teri numaish mein
Aankein tikake toh dekh
Noor e Illahi mein tera kareena
Aqeedat Sikha de mujhe
Prabhuji Daya Karo
Prabhuji Daya Karo
Mann mein aan baso
Mann mein aan baso
Hari Om x(4)
Kisine chadar chadayi
Kisine diya jalaya
Mere malik ke ghar mein
Koi na paraya