Woh pahli baar jab ham mile
Haathon mein haath jab ham chale
Ho gayaa ye dil diwaana
Hota hai pyaar kya humne janaa
Teri soorat na ho jis mein
Woh sheesha tod denge hum
Teri soorat na ho jis mein
Woh sheesha tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar
Se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Kehta hai pal pal tumse
Ho ke dil yeh deewana
Kehta hai pal pal tumse
Ho ke dil yeh deewana
Ek pal bhi jaan- e- jaana
Mujhse door nahi jaana
Pyar kiya toh nibhana
Pyar kiya toh nibhana
Haan bin tere koi aas bhi na rahi
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi
Bin tere koi aas bhi na rahi
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi
Ladkhadaaye kadam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein mar jaayein hum
Tanha tanha yahan pe
Jeena ye koi baat hai
Koi saathi nahin tera
Yahaan to ye koi baat hai
Kisi ko pyaar dede
Kisi ka pyaar lele
Is saare zamaane mein
Yehi pyaari baat hai
Dil de diya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahee karenge sanam
Dil de diya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahee karenge sanam
Rab dee kasam yaara rab dee kasam
Rab dee kasam yaara rab dee kasam
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaye
Door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Dil ko tumse pyaar hua
Pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Main bhi aashiq yaar hua
Pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Chhaayi hai betaabi meri jaan
Kaho main kya karoon
Haan jabse tume dekha
Dil ko meri aaraam nahin
Ek tere siva
Iss dil pe koi aur naam nahin
Tum se pyaar humein
Kitna hai jaane jaana
Tumse milkar tumko hai bataana
Dheere dheere se meri zindagi mein aana
Dheere dheere se mere dil ko churaana
Dheere dheere se meri zindagi mein aana
Dheere dheere se mere dil ko churaana
Tum se pyaar humein
Kitna hai jaane jaana
Tumse milkar tumko hai bataana