Kaisa hai ye sama
Bheeni bheeni hai ye hawa
Kare mujhe kya bayan
Ruke huye kadam
Chal pade waha
Bhigi zameen hai jahaan
Keh raha hai samaa
Mehki hui vaadiyan
Karne lagi yaariyan
Yaariyan
Haan yahi hai sama
Hone lagi yaariyan
Badhne lagi yaariyan
Yaariyan
Raahein jaake thahri hai jahaan
Jaana hai wahan
Keh raha hai samaa mehki hui waadiyan
Badhne lagi yaariyan
Yaariyan
Yaariyan
Yaariyan hoo
Keh raha hai samaa
Mehki hui vaadiyan
Badhne lagi jaaniya yaariyan
Yaariyan
Yaariyan