Ya Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Mere Hussain Tujhe Salam
Mere Hussain Tujhe Salam
Jo Ke Noor e Nabi, Ibne Kar'rar Hain
Khubsoorat Gul e Shah e Abraar Hain
Janati Nojawano Ke Sardar Hain
Us Hussain Ibne Hyder Pe Lakhon Salam
Mere Hussain Tujhe Salam
Mere Hussain Tujhe Salam
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Jin Ki Paaki Ki Khud Paak Aayat Daleel
Jin Ki Khatir Hua Tha Wo Sajda Taweel
Jin Ka Dushman Hai Dono Jahan Mein Zalil
Us Hussain Ibne Hyder Pe Lakhon Salam
Mere Hussain Tujhe Salam
Mere Hussain Tujhe Salam
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Jin Ki Maan Syedah, Tayyiba Taahira
Bat'ti Hain Naimaten, Inke Dar Se Sada
Aisi Goud Se Seekhi Thi, Jis Ne Wafa
Us Hussain Ibne Hyder Pe Lakhon Salam
Mere Hussain Tujhe Salam
Mere Hussain Tujhe Salam
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Jin Ka Janat Se Tashrif Laya Hai Naam
Jin Ki Barkat Se Roshan, Mere Subuh O Sham
Jin Ke Nana Hain Sab Anbiya Ke Imam
Us Hussain Ibne Hyder Pe Lakhon Salam
Mere Hussain Tujhe Salam
Mere Hussain Tujhe Salam
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Jitni Hon Mehfilen, Jitna Ho Intizaam
Jitni Midhat Karen Phir Bhi Hai Na Tamam
Haq Ada Kya Karega Mubeen Ka Kalam
Bus Hussain Ibne Hyder Pe Lakhon Salam
Mere Hussain Tujhe Salam
Mere Hussain Tujhe Salam
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
*** by Zafar Imam ***