menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Bhole Shankar

Hansraj Raghuwanshihuatong
kikokkikokhuatong
Lyrics
Recordings
Unchi unchi vaadi mein

Baste hain bhole shankar

Unchi unchi vaadi mein

Baste hain bhole shankar

Kaise ye laagi mujhko teri lagan

Gaaun aur jhumu

Hoke tujhme magan

Shambhu

Unchi unchi vaadi

Mein baste hain bhole shankar

Unchi unchi vaadi

Mein baste hain bhole shankar

Bhole bhole shankar

Bhole bhole

Bhole bhole shankar

Bhole

Rudrarupa mahadeva

Trikaldarshi shankara

Rudrarupa mahadeva

Trikaldarshi shankara

Shankara

Koso koso jahan bhi dekhun

Charon taraf yahan

Yogi yogi aur hain sadhu

Ye nadiya varf ki chadar odhe

Khamoshi se ram jaate

Hain tujhme bhole

Bairagi snyasi

Sab japte rahat hain

Shiv shambhu

Aisa lage ye tere hi

Hai mere shambhu

Sharan mein aapke

Teri bhakti kare

Sangeet banke mere sath chale

Unchi unchi vaadi mein

Baste hain bhole shankar

Bhole bhole shankar bhole

Unchi unchi vaadi mein

Baste hain bhole shankar

Shambhu

Parvat pe baitha mera bhola shankar

Main uska deewana

Bholenath ka hun main deewana

Bholenath ka hun main deewana

Jhuthi ye duniya saari

Jhutha ye jamana

Bholenath ka hun main deewana

Bholenath ka hun main deewana

Kaise ye laagi mujhko teri lagan

Gaaun aur jhumu hoke

Tujhme magan

Shambhu

Unchi unchi vaadi mein

Baste hain bhole shankar

Unchi unchi vaadi mein

Baste hain bhole shankar

Bhole bhole shankar

Bhole bhole

Bhole bhole shankar

Bhole

Rudrarupa mahadeva

Trikaldarshi shankara

Rudrarupa mahadeva

Trikaldarshi shankara, shankara

More From Hansraj Raghuwanshi

See alllogo

You May Like