menu-iconlogo
huatong
huatong
hemant-kumar-chalti-chali-jaa-zindagi-cover-image

Chalti Chali Jaa Zindagi

Hemant Kumarhuatong
patchwrkfhuatong
Lyrics
Recordings
chalti

chali jaa

zindagi ki dagar

kabhi khatam naa ho

ye safar

manzil ki usse

kuchh bhi naa khabar

phir bhi chala jaaye

door kaa raahi

door kaa raahi

chalti

chali jaa

zindagi ki dagar

kabhi khatam naa ho

ye safar

manzil ki usse

kuchh bhi naa khabar

phir bhi chala jaaye

door kaa raahi

door kaa raahi

mud ke naa dekhe

kuchh bhi naa bole

bhed apne dil kaa

raahi naa khole

aayaa kahaan se

kiss desh kaa hai

koi naa jaane

kya dhundhataa hai

manzil ki usse

kuchh bhi naa khabar

phir bhi chala jaaye

door kaa raahi

door kaa raahi

door kaa raahi

jhalke naa kuchh bhi

aashaa niraasha

kya koi samjhe

nainon ki bhaasha

chehraa ke jaise

kora safaa hai

kismat ne jis par

kuchh naa likha hai

manzil ki usse

kuchh bhi naa khabar

phir bhi chala jaaye

door kaa raahi

door kaa raahi

door kaa raahi

More From Hemant Kumar

See alllogo

You May Like