menu-iconlogo
logo

Main Tumhara

logo
Lyrics
Tum Naa Huwe Mere Toh Kya,

Hmm!

Tum Naa Huwe Mere Toh Kya,

Main Tumhara Main Tumhara

Main Tumhara Raha,

Mere Chanda Main Tumhara Sitara Raha

Rishta Raha Bas Ret Ka

Ae Samandar Main Tumhara Kinara Raha

Main Tumhara Main Tumhara Tumhara Raha,

Tum Naa Huve Mere To Kya.

Tuhi Pehli Guzarish Hasrat Bhi Tu Aakhri

Maahi Mere Maseeha Marzi Bataa Kya Teri,

Main Tumhara Main Tumhara

Main Tumhara Raha,

Mere Chanda Main Tumhara Sitara Raha.

Main Jaadon Ke Mahine Ki Tarah

Aur Tum Ho Pashmine Ki Tarah

Main Diwaron Ki Tarah Tum Jaise Ho Dareecha,

Main Bagicha Jo Tumne Seecha,

Tum Na Huwe Mere Toh Kya,

Hmm! Tum Na Huwe Mere Toh Kya,

Main Tumhara Main Tumhara Main Tumhara Raha,

Mere Chanda Main Tumhara Sitara Raha.

Rishta Raha Bas Ret Ka,

Ae Samandar Main Tumhara Kinara Raha

Main Tumhara Main Tumhara Tumhara Raha,

Tum Naa Huve Mere To Kya.